Iipc Podcast » Podcast Feed

  • Autor: Vários
  • Narrador: Vários
  • Editor: Podcast
  • Duración: 230:04:32
  • Mas informaciones

Informações:

Sinopsis

IIPC Podcast

Episodios

  • Muhammad Shaikh Discussion with Yemeni Arabs

    12/07/2025

    The year was 1952, five years after the independence of Pakistan. The birth of Muhammad Shaikh took place. He was born to an average family. Received early religious education and guidance from his father and was raised a culturally practicing Muslim. In his prime Muhammad Shaikh joined Merchant Navy and traveled major portioned of the … Continue reading Muhammad Shaikh Discussion with Yemeni Arabs →

  • Sects

    12/07/2025

    The societies around the world are divided in many groups, based on religion, culture, languages and values. These divisions can also be called sects, the topic of sects is discussed in the Quran in detail. The Arabic word for sect is “Shia”, how these sects are made, who makes them, and which sect / Shia … Continue reading Sects →

  • Muhammad Shaikh v/s Youth (Canadian)

    12/07/2025

    A dynamic, young and interesting discussion. The new generation has its on point of view towards life, they face modern, new age problems. No matter which part of the world you live in, doesn’t matter what age group you belong to, The Book of Allah is a guidance for mankind. So, this young crowd was … Continue reading Muhammad Shaikh v/s Youth (Canadian) →

  • Morality

    12/07/2025

    Respect and good behavior towards parents are essential values that every child should uphold. Parents play an invaluable role in nurturing, guiding, and supporting their children, often making countless sacrifices to ensure their well-being. Recognizing this, Islam emphasizes the significance of treating parents with kindness and compassion. The #quran stresses the importance of gratitude towards … Continue reading Morality →

  • Muhammad Shaikh v/s Zaid Shakir Symposium

    12/07/2025

    ABOUT MUHAMMAD SHAIKH Muhammad Shaikh from Karachi, Pakistan was a student of Renowned Muslim scholar Sheikh Ahmed Deedat (Late)-President of IPCI from Durban, South Africa. He is a remarkable Muslim scholar with charismatic personality, unique in presenting the relevant Ayats / Signs on a particular topic from Al-Qur’an in order to clarify the Spirit / … Continue reading Muhammad Shaikh v/s Zaid Shakir Symposium →

  • Rooh 2019

    11/07/2025

    Aam tor par muashra mein rooh ko yeh samjha jata hai ke yeh koi aisi cheez hai jo insaan ko zindah rakhti hai aur jab insaan mar jata hai to woh rooh is ke jism se parwaaz kar jati hai yeh aik bohat hi ghalat al aam tasawwur hai, jabkay rooh arabi zabaan ka lafz … Continue reading Rooh 2019 →

  • Muhammad Shaikh ka Canada kay Muslmanon se Mukalma

    11/07/2025

    Muhammad Shaikh Karachi, Pakistan se hain aur mashhoor Muslim scholar Sheikh Ahmed Deedat (Marhoom), jo ke Durban, South Africa mein IPCI ke President thay, ke talib-e-ilm rah chuke hain. Woh ek numaya Muslim scholar hain jinki shakhsiyat purjazb hai. Woh ek be-misaal tareeqay se kisi bhi mawdu par Al-Qur’an ki mutaliqa Ayat / Nishaniyan pesh … Continue reading Muhammad Shaikh ka Canada kay Muslmanon se Mukalma →

  • Debate Muhammad Shaikh b/w Alima Naila Slough London

    11/07/2025

    Duniya ke har muashray mein mukhtalif nazriyaat ke haamil log ya groh mojood hotay hain jin ki koshish yeh hoti hai ke jis nazriye aur aqeede par woh imaan rakhte hain usay sahih sabit karte hue doosron ko qail kiya ja sake. Muhammad Shaikh ne 2020 mein Bartania ka dorah kiya tha jahan unki Qur’an … Continue reading Debate Muhammad Shaikh b/w Alima Naila Slough London →

  • Ramazan 2024 Discussion

    09/07/2025

    Part 1 Jitni bhi firqay duniya mein hain, unki wajah yeh hai ke logon ne Quran ko tareekh ke sath jor diya hai. Yeh firqon ki asal wajah ban jati hai, kyun ke logon ki tareekh ek dosray se mukhtalif hai. Quran ko azadana tor par parhna chahiye, na ke tareekhi kitaabon ke zariye samjha … Continue reading Ramazan 2024 Discussion →

  • Wahi aur Nazil

    09/07/2025

    Wahi ka matlab hai inspiration ya mutasir karna aur Nazil ka matlab hai revelation ya aya karna. Allah ek insaan ko mutasir karta hai, aur us insaan ke zariye baaqi insaniyat tak paighaam pohanchta hai. Nazil hamesha Allah ki Kitaab se hota hai, woh jo chahta hai wahi nazil karta hai.

  • Rizq

    09/07/2025

    Rizq ka matlab aksar log sirf maal ya khana samajhte hain, lekin Qur’an mein rizq is se zyada hai. Yeh Allah ki taraf se diya gaya ilm, hamara maal, khana, peena, aur wo ghar bhi hai jismein hum rehte hain. Yeh kuch misaalain hain rizq ki. Is clip ko dekhein taake aap Qur’an se rizq … Continue reading Rizq →

  • Ikhlaq

    08/07/2025

    Allah humein dekh raha hai, woh hamari tamam amal ko dekh raha hai. Ye aam tor per sab mantay hai, lekin aam tor par hamari amal is imaan se milte nahi. Agar hum waqai mein is par imaan rakhte hain, to hamari amal aur hamare khayalat bhi behtar honge, ye un cheezon par mabni honge … Continue reading Ikhlaq →

  • Malka-e-Saba Ka Takht / Arsh

    08/07/2025

    Allah ka takht is ma’ni mein nahin hai ke woh koi jismaani takht hai, jaise dunyawi badshah apne takht par baith kar apni taaqat ka muzahira karte hain. Balke is se muraad yeh hai ke Allah ka hukm poori kainaat par naafiz hai aur wahi har us cheez ka maalik hai jise us ne paida … Continue reading Malka-e-Saba Ka Takht / Arsh →

  • Nabi aur Rasool kay baray main Quran kia kehta hai

    30/11/2021

    Quran Allah ki kitaab hai jo har zamane mein insaan ke liye hadaayat hai taakay woh Allah ki ayaat ke mutabiq zindagi guzaar saken. lekin Allah ne apna kalaam logon tak pohanchanay ke liye jo zariye ko istemaal kya hai woh uskay apne muqarrar kardah nabi aur rasool hain. Allah ne apni kitab mein un … Continue reading Nabi aur Rasool kay baray main Quran kia kehta hai →

  • Muhammad Shaikh v/s Ghamidi Followers

    30/11/2021

    Duniya ke har muashray mein mukhtalif nazriaat ke haamil log ya giroh mojood hotay hain jin ki koshish yeh hoti hai ke jis nazriye aur aqeday par woh imaan rakhtay hain usay sahih saabit karte hue doosron ko qaail kya ja sakay. is silsilay ko jari rakhnay ke liye duniya ke sahib ilm logon ne … Continue reading Muhammad Shaikh v/s Ghamidi Followers →

  • Muhammad Shaikh v/s Murabi Ansar Raza Ahmedi

    30/11/2021

    Duniya ke har muashray mein mukhtalif nazriaat ke haamil log ya giroh mojood hotay hain jin ki koshish yeh hoti hai ke jis nazriye aur aqeday par woh imaan rakhtay hain ussay sahih saabit karte hue doosron ko qaail kya ja sakay. is silsilay ko jari rakhnay ke liye duniya ke sahib ilm logon ne … Continue reading Muhammad Shaikh v/s Murabi Ansar Raza Ahmedi →

  • Zikr / Yaad dehani (2019)

    24/09/2021

    Aam tor par arabi lafz Zikr ki logon ke zehnon mein wazahat nahi hai, saada alfaaz mein zikar ke maienay yaddehani ke hain. yeh zikar / yaddehani kisi zaat ya shakhs ya cheez ki khoobiyon ya khamion ya unn ke rawaiyon ke baray mein hosakti hai. zikar ke har gaz yeh maienay nahi hain ke … Continue reading Zikr / Yaad dehani (2019) →

  • Ummul Qura / Shahron Ki Maa (2019)

    24/09/2021

    Duniya mein Makkah shehar ko sb jantay hain kyun kay isi shehar mein Allah ka ghar hai aur duniya ke tamam Musalman isi shehar mein Umra aur Hajj ki adaigi ke liye jatay hain. lekin logon ki aksariyat ko is baat ka ilm nahi hai ke makkah shehar ko Ummul Qura / Shahron ki maa … Continue reading Ummul Qura / Shahron Ki Maa (2019) →

  • Debate: Muhammad Shaikh vs Mufti Abdul Baqi (Urdu)

    24/09/2021

    An epic debate for the ages. Mohammad Shaikh has delivered many lectures based solely on the Quranic ayats which have been received positively and negatively in religious circles around the world.From time to time some of the viewers (who are also well known religious scholars) bring their questions and objections to Mohammad Shaikh in order … Continue reading Debate: Muhammad Shaikh vs Mufti Abdul Baqi (Urdu) →

  • Allah Bashar se kaisay kalam karta hai

    24/09/2021

    Duniya mein insaan ke banaye hue mukhtalif mazahab aur unn ki mazhabi kitabon mein kkhuda ka tasawwur mojood hai jis ko log –apne –apne tareeqon se mantay hain. lekin unkaa yeh khodsakht_h kkhuda uss butt ki terhan hai jo insanon se kabhi baat hi nahi karta. aur uskay maan-ne walay –apne is kkhuda se yaktarfa … Continue reading Allah Bashar se kaisay kalam karta hai →

página 1 de 8